Udasi ke lamho me
kabhi veran rato me
tumhari yaad aati hai
yeh palkain bheeg jati hain,
do ansu tot girtay hain,
main palkon ko jhukati hon,
bazahir muskurati hon,
kuchh na kah pati hon,
do ansu tot girtay hain,
main palkon ko jhukati hon,
bazahir muskurati hon,
kuchh na kah pati hon,
par tabhi ek aahat si hoti hai
jo purzor mujhse kahti hai
ki tum jab itna toot jati ho...
dard chhupane ko muskurate ho..
main samajh jata hoon is wyatha ko..
par shaayad tum nahin samajh sakti..
tumhari wyatha se wyakul main hota hoo..
tum samajh nahin sakti ki main kitna sahta hoon..
agar tum mujhe khush rakhna chahati ho,
utna hi khush raho jitna dikhati ho
jo purzor mujhse kahti hai
ki tum jab itna toot jati ho...
dard chhupane ko muskurate ho..
main samajh jata hoon is wyatha ko..
par shaayad tum nahin samajh sakti..
tumhari wyatha se wyakul main hota hoo..
tum samajh nahin sakti ki main kitna sahta hoon..
agar tum mujhe khush rakhna chahati ho,
utna hi khush raho jitna dikhati ho